Advertisement
->
Kitne Aziyat Say Uss Nay Mujh Ko Bhulaya Ho ga…
Mere Yadoon Nay Ussay Khub Rulaya Ho Ga..
Baat Be-Baat Aankh Uss Ki Jo Chalki Hoo Gi…….
Uss Nay Chahray Ko Bazuoon Main Chupaya Ho Ga
Soocha Hoo Ga Uss Nay Din Main Kaye Baar Mujhy…….
Naam Hathele Par Bhe Likh Likh Kay Mitaya Ho Ga…
Jahan Us Nay Mera Ziker Suna Hoo Ga Kisi Say..
Uss Ki Aankhoon Main Koe Aansoo Tu Aya Hoo Ga..
Raat Kay Bhegnay Tak Neind Na Aye Ho gi Tujhy……..
Tuu Nay Takeye Ko Bhe Senay Say Lagaya Ho ga..
Hoo Kay Nidhal mere Yadoon Say Tuu Nay Jana………
Mere Tasveer Pay Sar Apna Tikaya Hoo Ga……
Poocha Hoo Ga Jo Kisi Nay Tere Halat Ka Sabab….
Tuu Nay Batoon Main Khub Us Say Chupaya Ho Ga….
Advertisement
RSS feed for comments on this post. TrackBack URL
You must be logged in to post a comment.
mind blowinggggggggggggg
pa ki poetry bht achi hai
bohath kuoobh wah wah… alfaz ka ayesha jadhuoo hey jis mhy dardh hey ek judhyee ka ahesas hey ess kalam ki jitnhy tareefh ki jahy kaam hey